cancel
Showing results for 
Search instead for 
Did you mean: 

Asus Max Pro M1 A10 bugs..

sayyedsharuk55
Star III
Please tell us some basic information before asking for help:
Model Name:AZMPM1
Firmware Version:A10 .429
Rooted or not:NO
Frequency of Occurrence:BUGS
APP Name & APP Version (If your issue relates to the app):NO
In addition to information above, please also provide as much details as you can, e.g., using scenario, what troubleshooting you've already done, screenshot, etc.
========================================
ASUS MAX PRO M1 A10 BUGS..

1.. audio is lower in bluetooth an wired headset.

2.. in settings, search bar goes white while typing.

3.. speaker audio is tearing..

4.. Navigation gesture (new one) getting some extra space..

5.. battery charging is worse.


Do gali ASUS walo ko....

are 2 saal purana phone hai..

are kabhi compare kiya kya dusre company se..

redmi A3 ko jun 17 ko A10 mila, phone kitne ka pta hai.. 6gb variant ata hai 17000/-

aur hamara 6gb variant only 12999/- uper se 499 ka discount bhi ata hai..

kyu.. ki usme features kam hai..

pr apne device mai jitne gestures hai na (like swipe up to wake,double tap to wake,etc). redmi A3 mai bilkul nai hai..

gaming mode se kya karloge..ek system app background mai khud run hota hai.. display ki fps count karta hai.. call detect karta hai..notification block karta hai.. aur thoda masala animation.. bss.. DND bhi yahi karta hai... fps count karke .. kar kya loge.. nai.. dekhke khushi mil jati hai

custom roms install bhi Nai karna hai.aur google ke legals ko bhi maan na nai hai..
google ne internal sound recording band rkha hai..
google ko kyu kuch kahe.. asus wala kardega enable..
agar asus walone enable kiya toh jo google ka AOSP ki baat ni reh jay gi..

all the Haters of Asus .. developers chutti pr hai..
aur wo asus wale hai .. ek bogus company nai hai jo anydesk jaysi third party apps ko piratedly use karke tumhara A10 banygi..

wese bhi ..pubg HD and high fps pe chalrha hai..
redmi A3 mai.. smooth+high chalta hai...

kabhi khush na hone walo.. jab custom roms ke bugs ko patches dhundte firogey na tb samjhega..
aur ye bhi koi bugs hai .. ab bhi battery kaha achhi charge hoti hai.. ear ka mail nikal do to earphone ka sound achha ayega😂..aur jo glitches hai wo glitches hai .. problem hai to dusra launcher dalo..

recommended A10 factory reset..
Reality se Hurt hua ho to sorry friends...

0 REPLIES 0